Skip to main content
Ab Meri Baari

Ab Meri Baari

By 10to19 Community

Ab Meri Baari (it's my time now) podcast series is an initiative for, by and of the girls to raise their voices and become advocates for their rights and their community's well being. Experience their stories, struggles and an undying drive to work towards a brighter future filled with equal opportunities.
Available on
Google Podcasts Logo
Overcast Logo
Pocket Casts Logo
RadioPublic Logo
Spotify Logo
Currently playing episode

Youth Champions ki Awaaz Ling Aadhaarit Hinsa ke Khilaaf | Part 2

Ab Meri Baari Dec 17, 2020

00:00
16:23
Yuvaa aur Youn Shiksha – Nayi Kal ki ore

Yuvaa aur Youn Shiksha – Nayi Kal ki ore

Ab Meri Baari podcast ke iss episode mein hum Swati Jagdish — jo ek lactation, sex educator aur counsellor hain — se baat karenge. Iss charcha ke dwara, hum mata-pita aur kishor-kishoriyon ke beech ke healthy rishte aur sexual aur reproductive health rights ke baare mein bhi baat karenge. Varsha Toppo, Jharkhand ki ek Yuva citizen journalist, bhi kuch der ke liye judengi iss episode mein, apne kuch sawal rakhne ke liye.

Sep 24, 202131:04
Ek Kadam Mansak Swasthya Ki Ore

Ek Kadam Mansak Swasthya Ki Ore

Iss podcast mein hum Pallavi Rajankar, jo ek clinical psychologist hai, Yuvaa saathi Pragati aur Sachin se Mansik Swasthya aur Yuvaon ke baaremein baat karenge. Aayie Sunte hai Yuvaaon ki Mann Ki Baatein

Aug 13, 202137:48
Menstrual Hygiene Management: Youth Charcha

Menstrual Hygiene Management: Youth Charcha

Menstrual Hygiene Day ke avasar par, mein Saba Rehmani, Youth Champion aur Navya Nanda, founder Project Naveli aur Co-founder Aara Health, baat karte hai Menstrual Hygiene Management ke baare mein aur kaise hum iske prati awareness aur attitude change kar sakte hai. Aaye sune humaari kahaani, humaari zubaani!

May 29, 202134:29
Youth Champions ki Awaaz Ling Aadhaarit Hinsa ke Khilaaf | Part 2

Youth Champions ki Awaaz Ling Aadhaarit Hinsa ke Khilaaf | Part 2

Iss episode mein hum- Sowmya aur Manju (Yuva Champions), Srilekha Chakraborty, jo ki ek gender rights activist hai, unke saath Ling Aadhaarit Hinsa yaani Gender Based Violence ke baare mein charcha kar rahe hai. Aaye sune humaari kahaani, humaari zubaani!

Dec 17, 202016:23
Youth Champions ki Awaaz Ling Aadhaarit Hinsa ke Khilaaf | Part 1

Dec 17, 202016:07
Humari Khwaishien Kavitaon Ke Zariya

Humari Khwaishien Kavitaon Ke Zariya

Iss episode mein hum- Kahkisha, Ajay aur Radha, World Children's Day ke avsar par apni baate kavita aur gaane ke zariya pesh kar rahe hai. Aaye sune humaari kahaani, humaari zubaani!

Nov 24, 202012:41
COVID-19 Ke Dauraan Youth Champions Ka Safar

COVID-19 Ke Dauraan Youth Champions Ka Safar

Iss episode mein hum- Sohail, Mausam aur Himalika apne yuva campaign ki journey ke baare mein baat kar rahe hai. Kaise 6 rajya se hum 70 #YuvaChampions, COVID-19 ke dauraan ho rahe stigma aur discrimination ke khilaaf online platforms ke madhyam se apna awaaz uthayi.  Aaye sune humaari kahaani, humaari zubaani!

Oct 27, 202018:25
Ek Pehel Humare Ujjwal Bhavishya Ke Liye

Ek Pehel Humare Ujjwal Bhavishya Ke Liye

Iss episode mien hum - Amita, Nikita, Rehnuma aur Pushpa apne ujjwal bhavishya ki aasha aapke saath baatna chaahte hain. Agar aapko humaari soch aur prastaav achi lagi toh share zaroor kijiye. Aayiye sune humaari kahaani, humaari zubaani!

Oct 11, 202017:24