Skip to main content
Kahani Kkafé

Kahani Kkafé

By Ammrita Midha

A collection of stories where I come up with a new recital every week. I am trying to cover not so famous wonderful stories written by very famous Indian Authors. A new story every Wednesday. I hope this will help us teach the new generation about our rich culture n past. People are forgetting old gems very fast and its my small effort to keep our past alive. Please support.
Available on
Pocket Casts Logo
RadioPublic Logo
Spotify Logo
Currently playing episode

Geeta Adhyay 2 - Bhag 2

Kahani KkaféSep 23, 2023

00:00
07:30
Geeta Adhyay 2 - Bhag 2

Geeta Adhyay 2 - Bhag 2

Jab Arjun dukhi ho yuddh naa jarne kaa nishchay sunate hain, tab Shri Krishn unhe jeevan mrityu ka arth samjhate hain.
Sep 23, 202307:30
Geeta - Geeta Adhyay 2 bhag 1

Geeta - Geeta Adhyay 2 bhag 1

Shokayukt Arjun k Krishn ko prashnn
Sep 16, 202303:35
Geeta - Adhyay 1 - Bhag 4

Geeta - Adhyay 1 - Bhag 4

Swayam k hi kuljanon ko yudhhbhumi mein apne saamne paa kar Arjun ki manah sthiti kaa varnan.
#Geeta,#Janamaashtmi, #Shrikrishna,#RadhaRaniJi#ShriJi
Sep 04, 202306:11
Geeta - Adhyay 1 - Bhag 3

Geeta - Adhyay 1 - Bhag 3

Arjun ka yudhhbhumi k madhya jaana
Aug 28, 202306:19
Geeta - Adhyay 1 - Bhag 2

Geeta - Adhyay 1 - Bhag 2

Yuddh khshetra mein Shankh-naad
Aug 27, 202306:60
Geeta - Adhyay 1 - Bhaag 1

Geeta - Adhyay 1 - Bhaag 1

Geeta ka pehla adhyay Arjun Vishad yog. Harr adhyay ko chhote arthpoorn episodes mein prastut karne ka prayaas karungi.
Aug 26, 202307:43
Panchatantra - Batooni Kachua

Panchatantra - Batooni Kachua

Anavashyak roop se shekhi dikhane ki koshish bahot bhari pad sakta h. Dhyaan apne karya mein rakhna chahye naa ki logon ko bataane mein.
Feb 25, 202202:42
Panchatantra - Ranga Siyar

Panchatantra - Ranga Siyar

Dikhawe ki umr bahot chhoti hoti hai.
Jan 18, 202208:33
Panchatantra - Chatur khargosh aur Sher

Panchatantra - Chatur khargosh aur Sher

Buddhimata aur soojh-boojh se kaam lene parr hum badi se badi kathinayee se bhi paar paa sakte hain.
Jan 03, 202209:52
Panchatantra - Bagula bhagat aur Kekda

Panchatantra - Bagula bhagat aur Kekda

Aankh band kar k kabhi kisi parr vishwaas naa karein. Aur jo aap parr vishwaas karein unhe kabhi moorkh naa banayein.
Dec 27, 202107:32
Panchatantra - Moorkh Sadhu aur Thug

Panchatantra - Moorkh Sadhu aur Thug

Kisi bhi anjaan parr asaani se vishwaas nahi karna chahye.
Dec 20, 202103:38
Panchatantra - Kauva aur dusht sarp

Panchatantra - Kauva aur dusht sarp

Mitra bhed ki chauthi kahaani jo humein sikhati hai vikat paristhiti mein bhi soojh-boojh se kaam lena.
Dec 13, 202107:10
Panchatantra - Vyapari kaa pattan evam Uday

Panchatantra - Vyapari kaa pattan evam Uday

Mitra bhed ki yah teesri katha humein batati h k manushya mein ek doosre se bhed bhaav na karna hi uchit hai.
Dec 03, 202105:44
Panchatantra - Siyar aur Dhol

Panchatantra - Siyar aur Dhol

Panchatantra k Mitrabhed ki doosri kahaani jo sikhaati hai k badi badi shekhi baghaarne vaale bhi kaii baar khokhle hote hain.
Dec 01, 202105:36
Panchtantra - Bandar va lakdi kaa khoonta

Panchtantra - Bandar va lakdi kaa khoonta

Panchatantra ki kahaniyon k pehle bhed - "Mitra Bhed" ki pehli kahani. Yah kahani seekh deti hai k jiss kaam ko karne se koi arth naa siddh hota ho, vah nahi karna chahye. Yah matra samay ki barbadi hai.
Nov 26, 202105:58
Brave Sammy

Brave Sammy

Story of a brave girl who was tagged liar. But proved everyone wrong by her own work. Liar Sammy became Brave Sammy
Oct 09, 202114:32
Main Kaun hu?

Main Kaun hu?

Safalta paane k liyey apne tareeke badlein, iraade nahi. Swayam ko jaaniyey aur safalta ki or agrasar ho jaiyey. Kabhi rukein naa.
Oct 04, 202107:42
Ped kaa rahasya

Ped kaa rahasya

Ek tareeka, stress ko ghar se baahar hi chhod aane kaa.
Oct 03, 202107:20
Dhaarana

Dhaarana

Kabhi bhi kisi k prati koi dhaarana banane se pehle humein sadaiv yah jaan lena chaahye k vo aisa kyon hai. Meri is kahaani mein jub adhyapak ko apne ek vidyarthi ki sacchai kaa pata chalta h tb kis prakaar unn kaa nazariya badal jaata hai va unn ki nischal madad se vah ek kamiyaab insaan bhi bann paata hai. #judgemental #supportothers #helpothers
Oct 01, 202112:54
Krishn ki Chetawani by Ramdhari Singh Dinkar

Krishn ki Chetawani by Ramdhari Singh Dinkar

MahaKavi Dinkar ji ki sundar shaktipoorna kriti jo varnan karta h Hari k Mahabharat Yuddh ko rokne k har sambhav prayas kee. Pehle ve shanti poorvak nyayochit se bhi kam maangte hain, parantu Duryodhan k naa samajhne parr krodhit ho apna vikraal roop dhaaran kar k bhi usey daraane kaa prayas karte hain. Parantu "jab nash manuj parr chaata hai, pehle vivek marr jaata hai". Antatah Krishn yuddh ki ghoshna kar laut jaate hain.
Sep 23, 202105:13
Ekdant evam Gadh Ganesh

Ekdant evam Gadh Ganesh

Kyon toota Ganesh ji kaa ek daant. Gadh Ganesh mein kaisi hai Ganapati ji ki pratima.
Sep 17, 202104:23
Tulsi evam Ranthambhore k Ganesh ji

Tulsi evam Ranthambhore k Ganesh ji

Kyon nhi chhadhta Ganpati ko Tulsi va Ranthambhore k Ganesh ji ka pracheen mandir.
Sep 15, 202102:24
Siddhivinayak va Mooshak ki kahaani

Siddhivinayak va Mooshak ki kahaani

Siddhivinayak mandir kaa pracheen itihaas evam Ganesh ji ki sawari Mooshak hone ka raaz
Sep 14, 202102:58
Chintamani Ganaraj

Chintamani Ganaraj

Vighnaharan Ganapati dev k kuch pracheen mandir v maanyatayein.
Sep 13, 202102:30
Vinayak dev k ashth roop

Vinayak dev k ashth roop

Bappa k aath roop v unhe paane k kaaran. Aath laghu kathayein.
Sep 10, 202108:48
Ganapati Bappa

Ganapati Bappa

Ganu bhaiya ka aagrah
Sep 08, 202102:40
Bade Bhai Saab

Bade Bhai Saab

Story of respect, protection and affection of two brothers.
Sep 07, 202125:27
Aaruni ki gurubhakti

Aaruni ki gurubhakti

Guru kaa aadesh hi Aaruni k liyey sarvopari thaa. Sabhi ko Shikshak diwas ki shubhkaamnayein
Sep 04, 202104:41
Maanavta ki misaal

Maanavta ki misaal

Vyapaar apni jagah manushyata apni jagah.
Aug 27, 202104:59
Idgaah

Idgaah

Munshi Premchand dwara likhi Ek chhote se bacche k aseem prem va karuna ki kahaani.
Aug 26, 202127:33
Kashmiri Seb

Kashmiri Seb

Vyapaar mein Dhokhe aur beimaani ki kahaani jo aaj bhi yatharth hai
Aug 23, 202106:17
Buddhimata

Buddhimata

Moorkh samjha jaana alagh baat hai. Apni buddhimata ka pradarshan karne ki jagah uss ka istemaal apne fayede k liyey karna chahye, bas.
Aug 16, 202103:32
Do bailon ki kahani - Heera aur Moti

Do bailon ki kahani - Heera aur Moti

Do bailon ki mitrata va sangharsh ki kahaani
Aug 12, 202126:10
Nadaan Dost

Nadaan Dost

Nadaan Keshav-Shyama aur chidiya ki kahaani
Aug 05, 202113:02
Mitrata

Mitrata

Krishna-Sudaama ki nishtha se paripoorna kahaani
Aug 03, 202102:38
Meerabai Chanu

Meerabai Chanu

Meerabai ki sangharsh poorna jeevan ki prernadayk katha
Jul 30, 202112:18
Srilanka ka flag

Srilanka ka flag

Kya aap ko maloom h Srilanka k jhande mein Sher k hath mein Talwaar kyon hai? Nahi naa? To suniyey
Jul 28, 202101:19
Neelkanth - Mor

Neelkanth - Mor

Pakshiyon ki bhawnaaon ki adbhut kahaani
Jul 28, 202120:12
Sheikh chilli ka naam kaise pada

Sheikh chilli ka naam kaise pada

Aayey jaante hain kaise pada Sheikh chilli kaa yeh rochak naam
Jul 26, 202113:54
Chuggi murgi

Chuggi murgi

Funny story of a day dreaming hen.
Jul 25, 202105:04
Ittefaq

Ittefaq

Sainik aur uss k antarmann ka dwand.
Jul 18, 202114:26
Monkey 🐒 n the crocodile 🐊

Monkey 🐒 n the crocodile 🐊

A story by Kuhu in her sweet voice
Jul 15, 202103:31
Sona Hirni

Sona Hirni

Sona hirni kaa chhota saa jeevan.
Jul 14, 202121:01
Four smart students

Four smart students

Communicate well even if you plan to lie.
Jul 11, 202102:42
Gaura

Gaura

Gayey ki aankhon mein hiran ki aankhon jaisi chanchalta nhi apitu atmavishwas hota hai. Jab ki usey manushya se dardnaak mritu bhi prapt hota hai. Suniyey Gaura ki maarmik kahani.
Jul 07, 202112:58
Lakshya

Lakshya

Jab tuk apna Lakshya haasil naa kar lein, tab tak rukein nhi. Koi bhi kaam adhoora naa chodein.
Jul 04, 202104:56
Postmaster

Postmaster

Story of a village girl and her bond with her master, a PostMaster.
Jun 30, 202116:44
Shake it off

Shake it off

Life will throw many challenges. The trick is, to shake it off and step UP.
Jun 27, 202102:39
Tota

Tota

Kya machli ko ped koodne k adhaar parr aanka jaana sahi h?
Jun 23, 202111:17
Parmatma kaa kaam

Parmatma kaa kaam

Ishwar sada hamari madad k liyey hmare sath hain. Vishwas rakhiye, aastha rakhiye aur karm karte jaiyey.
Jun 22, 202110:20