Skip to main content
Dil Diyan Gallaan

Dil Diyan Gallaan

By LALIT KUMAR

Available on
Overcast Logo
Pocket Casts Logo
RadioPublic Logo
Spotify Logo
Currently playing episode

Holi par geet/Holi par Kavita/Holi par Badhai / Shubhkamnayein /Happy Holi/ Samajh lena k holi hai

Dil Diyan GallaanMar 29, 2021

00:00
04:47
Ram ka Naam

Ram ka Naam

Ram ka Naam to Bharat k janmaanas k mann ki abhivyakti ka ansh hai. Usne koi shaq nahi ki paristheti chahe jaisi bhi ho pratek Bhartiye mann Ram ko saakshi banane ka aadi hai. RAM hamare Kan Jan mei vaas karte hain
Jan 22, 202401:29
"Usko karke salaam rang khule" ghazal written by Aslam Rashid n narrated by Lalit Kumar

"Usko karke salaam rang khule" ghazal written by Aslam Rashid n narrated by Lalit Kumar

Rangoon k Tyohaar Holi par likhi hui is ghazal mei shayar Aslam Rashid sahab ne Holi k har rang ko bikherne ki koshish ki hai.
Mar 05, 202304:57
Suryakant Tripathi Nirala ki rachna

Suryakant Tripathi Nirala ki rachna

Mahakavi Suryakant Tripathi Nirala jinhe chhayavadi kavita k pramukh stambhoin mei ek mana jata hai, k dwara rachit kavita "Var de Vinavaadini Var de" Narration by Lalit Kumar Sharma
Feb 21, 202302:18
Umr ki Aisi Ki Taisi - Shri Atal Bihari Bajpai dwara likhi Kavita. Narration - Lalit Kumar

Umr ki Aisi Ki Taisi - Shri Atal Bihari Bajpai dwara likhi Kavita. Narration - Lalit Kumar

Zindagi mei hume har umr k daur se guzarna hi hai to kyoin na ye zindagi Hans kar batai jaye. Umr k har daur Ko jeene ka hunar hamme hona chahiye. Yeah zindagi Ek baar mili hai Is zindagi ka maza lo.
Jun 03, 202101:55
Muskurahat - Zindagi jeene ka jazba. Positive thoughts. Inspirational talks

Muskurahat - Zindagi jeene ka jazba. Positive thoughts. Inspirational talks

Corona Mahamari k is daur mei jab sab taraf Afra taftri ka mahaul hai aur har roz ha, around log apni zindagi ki jang haar rahe hain, aise mei hum sabhi ka farz hai ki hum kuch positivity apni hansi aur muskurahat se in sabhi ko dein jo unhe jeene ka hausla aur taaqat de. Jab sab taraf sirf aur sirf negative baatein hi sunne ko milti hain to aise mei positive thoughts ko unki sabhi tak pahunchne ki zarurat hai jinhe iski is waqt Sabse Jyada zarurat hai. Apni positivity aur Muskurahat ko baantkar hum in sabhi ki taaqat aur hausla ban sakte hain.
Apr 28, 202104:06
Holi par geet/Holi par Kavita/Holi par Badhai / Shubhkamnayein /Happy Holi/ Samajh lena k holi hai

Holi par geet/Holi par Kavita/Holi par Badhai / Shubhkamnayein /Happy Holi/ Samajh lena k holi hai

Kavi Neeraj Goswami dwara rachit ye Holi k andar par likha geet hai. Ise ghazal k roop mei likha gaya hai. Is kavita ka title hsi "Samajh lena k Holi hai" Bahut hi sundar dhang se kavi ne apne bhaav vyakt kiye hain. Holi ka tyohar prem sur khushi ka tyohar hai.
Mar 29, 202104:47
Mahila Divas par Shubhkamnayein/Sandesh/Wishes. International Women's Day wishes/message

Mahila Divas par Shubhkamnayein/Sandesh/Wishes. International Women's Day wishes/message

Mahila divas par Vishwa ki sabhi mahilaoin ko samarpit meri swarachit kavita. Mahila /Naari Apne sabhi roopoin mei hum sabhi k liye zindagi bhar karti hai.
Mar 08, 202107:46
Jo beet gayi so baat gayi. Harivansh Rai Bachan ji ki kavita

Jo beet gayi so baat gayi. Harivansh Rai Bachan ji ki kavita

Amitabh Bachan ji k pita aur Hindi Sahitya k behad jaane maane Kavi aur Rachnakaar Harivansh Rai Bachan ji dwara likhi kavita "Jo beet gayi so baat gayi " ko aap sabke liye aaj pesh kar raha hun. Umeed hai pasand aayegi.
Mar 03, 202102:33
Waqt sab kuch badal deta hai. Aur waqt hamesha ek sa nahi rehta.  Aur use hame hi badalna hai

Waqt sab kuch badal deta hai. Aur waqt hamesha ek sa nahi rehta. Aur use hame hi badalna hai

Waqt kabhi ek jagah thaharta nahi hai, iski bhi aadat kuch aadmi si hai. Waqt Lagataar chalta hi rehta hai. Aaj bura waqt hai to kal achha bhi hoga. Hume apni aur se koshish karte rehna padta hai.
Feb 05, 202109:41
Bachpan ki yaadoin aur Dostoin k naam

Bachpan ki yaadoin aur Dostoin k naam

Kuch purani bachpan ki yaadoin aur apne dostoin ko yaad karte hue wo sab yaad aane lagta hai. Aur dil yehi kehta hai ki bade din ho gaye us bachpan aur dostoin k saath ko fir se jeeye. Dil yehi chahta hai ki fir se lautkar wo saare pal ek baar fir jeene ka mauka mile. Us saari yaadoin aur lamhoin ko fir se jeene bla man karta hai.
Feb 03, 202103:29
Naye saal ki Hardik Shubhkamnayein

Naye saal ki Hardik Shubhkamnayein

Naya saal sabhi k liye shubh ho. 2020 hame zindagi ki bahut si seekh dekar jata. Ja raha hai ye saal 2020 0aur naya saal aa raha hai. Sabhi ki Naye saal ki Shubhkamnayein
Dec 31, 202002:10
Dil Diyan Gallaan - Zindagi

Dil Diyan Gallaan - Zindagi

Zindagi ko jeene ka nazariya har ek ka apna hota hai. Hum sabhi zindagi mei khushiyaan chahte hai . Gum kabhi bhi na ho aisa sochte hain. Par zindagi mei ye dono saath saath chalte hai. Zindagi ko har haal mei jeena chahiye. Har haalat se ladkar aage badhte rehna hi zindagi hai.
Sep 27, 202013:29
Dil Diyaan Gallaan - Waqt

Dil Diyaan Gallaan - Waqt

Ye waqt na thehra hai, na thehrega. Yuin hi guzar jayega, ghabrana kaisa. Waqt to hota hi hai badalne k liye. Aaj phir jis tarah ka darawana mahaul charoin taraf dikhai de raha , usse ek baat to zaahir ho hi jaati hai ki waqt ki hum sabne keemat theek se samajhi hi nahi. Waqt to beet jaata hai par waqt k saath waqt par humne agar apne aapko nahi badla to waqt aapko apni keemat bata deta hai. Bus aur soojh boojh se chalne ki zarurat hai, haar na maanna aur waqt k thapedoin se kabhi bhi thankna mat. Baar baar bura waqt aapko girane ki koshish karega par hum har baar apni himmat aur haunsloin se uthkar khade hi nahi hona balki aage badhte jana hai
Sep 11, 202009:41
Happy Teacher's Day

Happy Teacher's Day

Listen to your Heart voice
Sep 05, 202010:40